Aryan Editz

SHOOTER Photo Editing In Picsart || Picsart Concept Photo Editing Tutorial In Hindi 🔥 - Aryan Editz

 


So Guys Aj Ki Is New Post Par Mai Aap Logoko Batane Wala Hu Ki Aplog apne photo Ko Is type ka kaise edit kar sakte ho .So Guys iske jaisa photo editing karne ke liye is post ko pura read kijiye.


 




PICSART :-So guys sabse phle aplogo ko picsart application me app mere trph se diya hua background import kar lena uske bad ap jo apna photo edit karna chahte ho us photo ke background erase kar lena.uske bad apne picture ki lights ko adjust kr lena adjust tool ki help se apne background ke according uske bad ssara png ko step by step ajust kr lo or uske bad apna picture ko save karke lightroom m import krlo uske bad color grading kro.







LIGHTROOM :- Lightroom me ane ke bad apna picture ka light adjust kro light tool ki help se uske bad color adjust kro jo ki color tools ke andar jane par kafi sara color tools option milta h agar iske bare me tottaly janna ki kaise isko edit krenge to mera youtube par jakr video dekh sakte ho usme apko sara problem solve ho jayega iske bad app effect tool par jakr usme clarity,vegnet etc.. dal sakte ho ,uske bad ap details tool par jakr apne picture me sharpness add kar sakte ho jisse apka pic ka quality badh jayega .

Iske alwa ap apne pictures m selective tools ka use kar sakte ho jisse ap apne picture ke kise ek part ko bright ya dark kar sakte ho or ye kafi amazing tool h lightroom ka.




So guys is photo editing me jo v background or png use kiya hu usko me niche mention kar diya jo ki ap niche diye hue download button par click karke download kar sakte lena. Simplly apko niche diye hue download link button par tap krna h or 19 second ka time lga h uske liye apko wait krna hoga uske bad ap mere google drive me pahuch jayoge oha se app asani se download kar sakte ho.Uske bad apko mere video me khi password diya jo ki dekhkar apko us password ko dalna h RAR file me or apke phone me sara png and background aa jayega.


 



HOW TO DOWNLOAD BACKGROUND AND PNG


NOTE :-

1. CLICK ON DOWNLOAD BUTTON
2. WAIT FOR DOWNLOAD 19 SECOND
3. THIS FILE RAR FILE .
4. AFTER DOWNLOAD FILE .
5. DOWNLOAD RAR APP ON PLAY STORE
6. APPLY PASSWORD ON RAR FILE
7. ECTRACT THIS FILE ON YOUR PHONE
8. AND USE ALL PNG AND BACKGROUND ON YOUR EDITING


 









File Name: SHOOTER BACKGROUND AND PNG File Size: 21.4 MB

Post a Comment

0 Comments